Pardadaari Lyrics – Abida Parveen & Atif Aslam

Lyrics to ‘Pardadaari’ a soulful song by ‘Abida Parveen’ featuring ‘Atif Aslam’ from Bazmerang Chapter 1. The lovable “PARDADARI LYRICS” are inked down by Hazrat Bedam Shah Warsi (RA) with music arrangements done by Sarang Latif & Amanat Ali.

NOTE: Translations to this track has been added.

Pardadari - Single (by Abida Parveen) lyrics
Album Name:Pardadari – Single
Artist(s):Abida Parveen, Atif Aslam
Songwriter(s):Hazrat Bedam Shah Warsi (RA)
Music Composer(s):Abida Parveen
Video Director:Sarang Latif
Label:℗ 2019 Abida Parveen

ABIDA PARVEEN – PARDADAARI SONG LYRICS | ATIF ASLAM

Mujhmein Ab Rang Sab Tumhara Hai,
Itna Keh De Ki Tu Humara Hai,

Teri Kudraton Ka Shumaar Kya,
Teri Vas’aton Ka Hisaab Kya
Tum Hi Se Aalam Mein Rango-bu,
Teri Shaan Jalla Jalalahu,

Jo Aaye Tumhari Bazm Mein,
Jo Aaye Tumhari Bazm Mein,
Diwana Ho Jaye,

Ye Achi Pardadari Hai
Ye Achi Raazdaari Hai (X2).

Jo Aaye Tumhari Bazm Mein,
Jo Aaye Tumhari Bazm Mein,
Deewana Ho Jaaye,

Yeh Achhi Pardadari Hai,
Yeh Achhi Raazdaari Hai (X2).

Yeh Achhi Raazdaari Hai (X4.)

Yahan Hona Na Hona Hai,
Naa Hona Ain-hona Hai,
Yahan Hona Na Hona Hai,
Na Hona Ain Hona Hai,
Jise Hona Ho Kuch,
Khaak-e-dar-e-jaana Na Ho Jaye,

Yeh Achhi Pardadaari Hai
Yeh Achhi Raazdaari Hai (X2).

Vo Main De De Jo Pehle Shibli-o Mansoor Ko Di Thi,
Vo Main De De Jo Pehle Shibli-o Mansoor Ko Di Thi,
To ‘bedam’ Bhi Nisar-e-murshid-e-mai-khana Ho Jaaye.

Ye Achi Pardadari Hai
Ye Achi Raazdari Hai (X2).

O Maula!
Maula Mera Maula Aa.

Humein Bhi Jal Wagahe,
Humein Bhi Jal Wagahe,
Naaz Par Lekar Chalo Moosa,
Tumhe Gash Aa Gaya Tha,
Husn-e-jaan Kaun Dekhega,

Chali Hai Meri Aahein,
Arsh Ka Paya Hilane Ko,
Chali Hai Meri Aahein,
Arsh Ka Paaya Hilane Ko,
Kahin Barham Nizam-e-aalam-e-bala Na Ho Jaye,

Yeh Achhi Pardadaari Hai
Yeh Achhi Raazdaari Hai (X2).

Nami Danam Keh Aakhir Choon Dam-e-deedar Mi Raqsam,
Manam Bismil Keh Zer-e-khanjar-e-khoon-khwar Mi Raqsam,
Zahe Taqwa Keh Mun Ba Jubba O Dastar Mi Raqsam,
Manam A Qatr-e Shabnam Ba Nok-e Khaar Me Raqsam,

Nami Danam Keh Aakhir Choon Dam-e-deedar Mi Raqsam (X4).

Mujhme ab rang sab tumhara hai
You have highly influenced me.
Itna keh de ki tu humara hai
Just say that you belong me.

Teri qudraton ka shumaar kya
Your nature is unpredictable (or uncountable, incomputable.)
Teri wasaton ka hisab kya
Your grounds are incalculable.
Tum hi te aalam mein rangobu
You are the world of wonders & joys.
Teri shaan jalla jalalahu
May your glory (or brilliance) be glorified.

Jo aaye tumhari bazm mein
One that comes under your shelter (or protecttion)..
Jo aaye tumhari bazm mein
One that comes under your shelter..
Deewana ho jaaye
Turns a lover (or devotee) of Yours.

Yeh achhi pardadari hai
A decent hiding (or hideaway, hideout) it is.
Yeh achhi raazdaari hai
Such a good confidentiality it is.

Jo aaye tumhari bazm mein
One that comes under your shelter…
Jo aaye tumhari bazm mein
One that comes under your shelter..
Deewana ho jaaye
Turns a lover of Yours.

Yeh achhi pardadari hai
A decent hiding it is.
Yeh achhi raazdaari hai
Such a good confidentiality it is.

Yahan hona na hona hai,
To be here is to not be,
Na hona ain hona hai,
to not be is exactly to be.

Yahan hona na hona hai,
To be here is to not be,
Na hona ain hona hai,
to not be is exactly to be.

Jise hona ho kuch,
One who is about to face an unfortunate event.
Khaak-e-dar-e-jaana na ho jaye,
He is totally safe under God’s harbor.

Yeh achhi pardadari hai,
It is a good hideaway.
Yeh achhi raazdaari hai,
a very much confidential place it is.

Vo mai de de jo pahle shibli o mansoor ko di thi,
Give me the wine that you gave before to Shibli and Mansoor.
To ‘Bedam’ bhi nisar-e-murshid-e-mai-khana ho jaaye,
So that Be-Dam also becomes a sacrificant of the Pastor of the Winehouse.

Yeh achhi pardadari hai,
It is a good hideaway.
Yeh achhi raazdaari hai,
a very much confidential place it is.

O Maula!
O Almighty!

Maula mera Maula aa..
O dear Almighty!

Humein bhi jal wagahe
Humein bhi jal wagahe
Naaz par lekar chalo moosa
Tumhe gash aa gaya tha
Husn-e-jaan kaun dekhega

Chali hai meri aahein,
Arsh ka paaya hilaane ko,
My sighs are going to move the whole sky.

Kahin barham nizam-e-aalam-e-baala na ho jaaye

Yeh achhi pardadari hai,
It is a good hideaway.
Yeh achhi raazdaari hai,
a very much confidential place it is.

Nami danam ke aakhir choon dam-e-deedar mi raqsam
I do not know why I am dancing at this moment of union.
Mana aan bismil keh zer-e-khanjar-e-khoon-khaar mi raqsam
I am the disciple who dances under the assassin’s dagger.
Zahey taqwa ke mun ba jubba o dastar mi raqsam

Manam aa qatr-e-shabnam ba nok-e-khaar mi raqsam,

Nami danam keh aakhir choon dam-e-deedar mi raqsam,
I do not know why I am dancing at this moment of union.

Related Lyrics